Apeal

Aap Hazraat Ko Ye Jan Kar Khushi Hogi Ki Aap Ke Mahboob Idarah Me Nazirah, Hifzo Qirat Ke Talim Ke Sath Dars E Nijami Ke Course Ko Is Saal Shuro Kiya Ja Raha Hai.

Islami Naunihaalon Ko Darja Nursary Se 10 Tak Ki Talim Di Jarahi Hai Jisame Angreji Hindi Urdu Math Ke Sath Quraan O Hadees Ke Sath Deeni Umoor Ki Bhi Talim Di Jarahi Hai.

Khwahish Mand Hazraat Apne Bachchon Ke Dakhilaa Shawwal Ki 8 Tarikh Se Kara Len.